Sahi hadees ki list Muslim bukhari more farmane Nabi Kareem

Farmane rasollah Sahi hadees Muslim bukhari aur bahut sare list

 Bismillahirrahmanirrahim

   Salaam karne me pehal

Hadith: Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam se kisi ne puchha k jab Aadmi ek doosre se mile to un dono me se kon pehle salaam kare? Farmaya: ”Jo un dono me khuda ke nazdeek zyada behtar ho,"
 -  Urdu Ref: (Tirmizi, 2694)

Hadith: Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he: ”Wo Aadmi khuda ke zyada qareeb he Jo salaam karne me pehal karta he,”
 -  Urdu Ref: (Abu Dauwd, 5197)

Sahi hadtih in Hindi hingilsh Urdu

Hazrat Abu Ayyub Ansari (rz.a) ne k
Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya : kisi shakhs k liye jayaz nahi k Apne kisi bhai se teen(3) din se ziyada k liye mulaqat chorde ' Is tarah k jab dono ka saamna ho jaye to ye bhi munh phair le aur woh bhi munh phair le aur un dono me behtar woh hai jo salam me pahel kare .

 Sahi Bukhari : 6077

Islaam deen sahi hadees ke roshani mein faramane huzoor

Hazrat Abu huraira (rz.a) se riwayat hai ' Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya :" Qasam hai us zaat ki jis k haath me meri jaan hai ! Tum jannat me dakhil nahi ho sakte hatta k emaan wale ban jao - Aur tum (kamil) momin nahi ban sakte hatta k Aapas me mohabbat rakho - kya tum ko ek cheez na batao jab tum woh Amal karoge to ek dusre se mohabbat karne lago ? Aapas me salam ko Aam karo .

 Sunan ibne maaja : 3692
(Sahih)

Farmane rasollah sahi hadees ki roshani mein 

Namaz ke baad aur hadees e paak 

Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
Tum me koee shakhs namaz ke baad apni jagah par beitha rahey,
toa farishtey uus waqt tak uus ke liye maghfirat ki duaa kartey rehtey hai,
jab tak uus ka wuzu na toot jaey,
farrishtey ye duaa kartey hai,
Aey Allah !
iss bandey ki maghfirat farma,
Aey Allah !
iss bandey par raham farma.

BUKHARI -445

ksi raste pe giri chiz ko uthane ke baad kya kare farmane nabi kareem hadees 

Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya :" Jise koi giri padi cheez mile to use chahiye k ek ya do(2) Aadil gawah bana le - Aur chupaye nahi aur na gayab kare ' phir agar us k malik ko paaye to use laota de ' warna woh Allah ka maal hai jise chahata hai inayat farma deta hai .

Sunan Abu dawood : 1709
(Sanad sahi )

maiyyat dafnane ke baad ka bayyan faramane huzoor Sallallahu Alaihe Wasallam

Hazrat usmaan bin Affan (rz.a) se marwi hai k Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam jab maiyyat ko dafan kar k farig ho jaate to qabr par rukte aur farmate :" Apne bhai k liye istegfaar karo aur sabit qadmi ki dua karo be shak ab is se sawal kiya jayega .

Sunan Abu dawood : 3221
(Sanad hasan )

Allah se mangna aur bimari bhi ek rabbul almin ki nimyat 

Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
jo bandah bimari ki wajah se (Allah ki taraf mutawjjah hokar) gidgidata he,
toa Allah T'aala uus ko bimari se iss haal me shifa ataa farmaegey ke wo gunahon se bilkul paak saaf hoga.

TABRANI,
Majmu az zawaid
3/31

Jannat mein chughal khor chogli karne wala aue bahotan bandne wala nahi jayega 

 Humare Nabiye Kareem (sall Allahu alayhi wa sallam) ne irshad farmaya:

'Jannat mein chughal-khor nahi jayega. [Riyad As-Salihin 1536]

THE CALUMNIATOR WILL NEVER ENTER JANNAH (PARADISE).

Our Prophet (sall Allahu alayhi wa sallam) said:

'The person who goes about with calumnies will never enter Jannah.'[Riyad As-Salihin 1536].

Ettad ki khushbu aur aurat 

Jo Aurat Ettar aur Khushbu laga kar Mard ke pass se guzre, ta ke mard uski khushbu mahsus kare, wo Zina karne wali Aurat hai."

 (NASAEI)

Sirf duniya hasil karne ke liye ilm hasil karna kaisa hai hadees 

Hazrat Abu huraira (rz.a) ne bayan kiya k Rasool Allah Sallallahu Alaihe Wasallam ne farmaya :"Jis ne Allah ki raza mandi wala ilm is garz se hasil kiya k duniya hasil kare ' To aisa Aadmi qayamat k din jannat ki khusbo nahi paa sake gaa .

 Sunan Abu dawood : 3664
(Sanad hasan)

Musalman kon hain

Hadith: Abdullah bin Amr Radi Allahu anhu se rivayat hai ki RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Musalman wo hai jo musalman ko Apni Zuban aur haath se (Takleef pahunchney se) mahfooz rakhe aur Muhajir wo hai jo un cheezon se ruk jaye jis se ALLAH ne mana kiya.

 - Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Vol 7, 6484)
 - Eng Ref: (Sahih Bukhari, Book 76, 491)

Is sahi hadees ke list ko aap share kar sakte hain social madia me jase Facebook whatsapp Twitter Google+ par aur sawab hasil kar sakte hain in sha allah dua ki darkhast assalamau alaikum warhemat ullahi wabarkatuhu

Aur yaha is website par aapko faramane nabi kareem aur sahi hadees Quran deen e masile masail aur ambiya ke barme aur deen e haq islaam ka aur hamare roze apne email par ache ache post msgs pane ke liye abhi subscribe kare apne email id se niche subscribe box par jazakh allaho khaira 
Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat e rasool hai

Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat e rasool hai

Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat Hai 

Sarr Dhamp Kar Namaz Parhneka Masla…

Jaisa Ap Sab Jante Hoge Ke Ghair Muqallideen Harr Ijmai Masle Ko Lekar Iktelaf Paida Karte He Usmese Ek Masla Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Bhi Shamil He…
Ahle Sunnat Wal Jammat Ke Nazdeek Sarr Dhamp(Topi,Amama Ya Rumal Se) Kar Namaz Parhna Sunnat Ya Mustahab Hai Yehi Nahi Bulke Hazrat Muhammad Salalallahu Alaihi Wassalam Bhi Namazo Me Sarr Kisi Na Kisi Cheez Se Dhanka Hua Rakhte Aur Yehi Amal Ko Dekh Sahaba Raz Aur Tabain Rah Bhi Namazo Pe Topi Ya Ammama Pehne Huye Hote
Magar Ajj Kal Ghair Muqallideen Ke Chand Hazrat Jese Zakir Naik,Adv. Faiz Ahmed Wagaira Ne Fitna Nikala He Ke Topi Ke Bagair Namaaz Hojati He Aur Na Honeki Ki Koi Hadees Sanad E Sahih Se Maujood Nahi Yeh Unlogo Ka Chalenge Hota He Jinko Kitab Aur Sunnat Ki Koi Samajh Nahi..

Lehaza Kuch Dalil Mulaiza Farmaye Wakai Haqq Wale Kaun He Aur Sunnat Pe Chalne Wale Kaun Hain Dekhte He..

☀ ALLAH TA’ALA KA FARMAN☀

☀Allah Ta’ala Farmate Hain- “Ya Bani Aadama Kuzu Zeenatakum Inda Kuli Masjid”
Tarjuma- Aye! Bani Adam, Jab Tum Namaz Padhne Lago Toh Khubsurat Libas Pehan Liya Karo..
(Sura No.7 Sura A’araaf Ayat no. 31)
* Inda Kuli Massjid Se Murad Inda Kuli Salatin Hai..

ISS AYAT KA MANA BAYAN KARTE HUYE SALAF KYA FARMATE HE DEKHTE HE..

☀1) Imam Ibn Quddama Hambali Rah Farmatey He- “Agar Koi Insan Ek Kapda Pahen Ke Namaz Parta He To Uske Liye Kafi He, Agar 2 Kapde Pahenke Namaz Qayam Karta He To Uske Liye Zada Behtar He, Aur Agar Koi 4 Kapde Pehan neko Iktiyar Karleta He Toh USKI NAMAZ KAMIL AUR MUKKAMAL HOJATI HAI..
AUR VO 4 KAPDE HE- KAMEEZ, TAIBAND,PAIJAMA AUR AMAMA YA TOPI..
(Al Mugni Lil Qudama Jild 2 Safa136)

☀2) Shaikhul Islam Muhammad Bin Zaid Al Kausari Rah Farmate He “Lafaz E Zeenat Me Sarr Dhampna Shamil Hai”
(Maqalaat E Kausari Jild 1 Safa 171)

☀3) Imam Ibn Tayymiyah Rah Ne Bhi Zeenat Se Muraad Satar Ke Alawa Ke Kapdo Ko Kaha He..
(Fatawa Kubra Lil Ibn Taymiyyah)

☀4) Miya Nazeer Hussain Dehlavi Jo Ahle Hadees Ke Shaikhul Kul Fil Kul He Iss Ayat Ke Tehad Farmate He- Yeh Ayat E Mubaraka Se Yeh Sabit Hota He Ke Topi Aur Amame Se Namaz Parhna Aula (Mustahab) Hai Aur Jo Susti Aur Kotahi Ke Wajah Se Langa Sarr Namaz Parhe Usski Namaz Makrooh He..
(Fatawa Nazeeriya Jild 1 Safa- 240)

Lehaza Salaf Wa Khalaf Ke Nazdeek Bhi Masnoon Tarika Sarr Dhamp Kar Namaz Parhneka He Jo Quran E Pak Ki Ayat Se Sabit Hui..

🌳RASOOLULLAH S.A.W KA
QAUL YA AMAL KYA THA?🌳

☀1. Hz. Anas R.z Farmate He
Ke Nabi S.a.w Aksar Aukat
Apna Sarr Mubarak Ko
Kapde Se Dhaanp Kar
Rakhte The..
(Sha’mail Tirmizi Safa 17)
Note- Aap S.a.w Har Waqt
Sarr Dhanka Hua Rakhte
Magar Sawal Uthta He
Kaise Wo Kaunsi Cheez
He??
Iske Liye Niche Wale
Hadeese Mulaiza Ho…

☀2. Hz. Abdullah Bin Umar
R.z Farmate He Ke
Rasoolullah S.a.w Safed
Rang Ki Topi Pehna Karte
The..
(Majmua Az Zawaid Jild 5
Safa 121, Bab- Topi Ka
Pehnna,
Tabrani)

* Imam Haismi Rah Ne Hadees Ko Sahi Kaha..
* Imam Tabrani Rah Ne Hasan Kaha..
* Imam Suyuti Rah Ne Hadees Ko Ala Darjeh Ki Sahih Kaha Hai..
(Dekhiye Sirajul Muneer Lil Suyuti Jild 4 Safa 112)

☀3. Abu sheikh rah riwayat
karte he ke Abdullah Bin
Abbas R.z se Ke Nabi S.a.w
Ke Pass 3 Topi Huwa Karti
Thi
(Bazlool Majhood Jild 6
Safa 52)

☀4. Hz. Ayesha R.z Riwayat
Karti He Ke Nabi S.a.w Ek
Safed Rang Ki Topi Pehna
Karte The Jo Sapat hoti Aur
Aap s.a.w ke mubarak sarr
se chipki hui hoti thi.
(Faizul Qadeer lil ibn
Hummam Jild 5 Safa 246)

☀5. Hazrat ayesha r.z se
marvi he ke nabi s.a.w jab
safar me jate to topi vo
pehte jo unke kaan mubarak
ko dhank leti aur jab
gharme rehte to patli si topi
pehte the..
(Faizul Qadeer Jild 5 Safa
246, Imam Iraaqi Maliki Rah
Sanad Ko Sahi Kaha)

☀6. Hz. Rokana R.z Riwayat
Karte he ke Rasoolullah
s.a.w ne farmaya hamare
(musalmano) aur mushriko
ke darmiyan fark topi ke
upar immama pehnepe he..
(Sunan Abu Dawood,
hd.no-948, Sunan Tirmizi
Hd.no-3919)

☀7. Rasoolullah S.a.w Se
pucha gaya ke ehraam ke
kapdey kistarah ke hone
chaiye?
Toh aap s.a.w ne farmaya-
“tum kameez, pajama,
immama ya topi na pehnna”
(Sahih Bukhari jild 1 safa
248 hd.no 1838)
Note- Sahih Bukhari Ki
Hadis Se Pata Chalta He Ke
Aksar Sahaba R.z  Kameez,
Pajama, Imama Ya Topi
Pehnte The Lihaza Aap
S.a.w Ne Ehraam Ki Halat
Me Yeh Sab Mana
Farmaya..

☀8. Hazrat Wael Bin Hujr Razi
Allahu anhu farmate hai ke
Mai agle Saal Huzoor
sallallahu alaihi wasallam ke
paas aya (to Maine dekha ke
Namaz me) Sahaba Razi
Allahu anhum ke (Jismo par)
Chadaren thi aur (SARON par)
Lambi TOPIYAN thi.
(Muajjamul Kabeer Lit Tabarani Jild 9 Safa 157, Sunan At Tahavi)

☀9. Hazrat Anas Bin Malik razi
Allahu Anhu farmate hai ke
Maine Rasoolullah Sallallahu
Alaihi wasallam ko Wuzu karte
hue Dekha. Ap sallallahu Alaihi
wasallam ke SAR MUBARAK
par QATRI PAGDI thi,
Ap ne Pagdi ke NEECHE se
hath Daal kar Sar ke Agle
Hisse par MASAH farmaya aur
Pagdi ko khola nahi.
(Abu Dawood)

☀10. Hazrat Abdullah Bin Omer
Razi Allahu anhuma farmate
hai ke Nabi Kareem sallallahu
alaihi wasallam jab bhi
AMAMA bandhte the to Apne
AMAMA ko apne Kandho ke
Maa bain(darmyan) latkate
the.
Hazrat Nafe’ farmate hai ke
Hazrat Ibne Omer Razi Allahu
anhu bhi Yunhi karte the aur
hazrat Abdullah kehte hai
maine Hazrat Qasim Bin
Muhammad(rahmatullahi alaih)
aur Salim rahmatullahi alaih
ko bhi Yunhi karte dekha hai.
(Shamail Tirmizi)

☀11. Anas Bin Malik Raz Se Riwayat He ke Rasul Ullah S.A.W Ko Dekha Apne Sarr Mubarak Pe Tel Bohot Zada Istemal Kiya Karte The Isliye Aap S.A.W Ke Sarr Mubarak Pe Jo Kapda Hua Karta Tha Vo Kapda Tel Lagne Ke Wajah Se Aise Hojata Tha Jaise Tel Bechne Wale Ya Tel Nikalne Wale Ka Kapda Hota Hai..
(Shaamail Tirmizi Safa 4)
* Yani Rasul Ullah Saw Itne Kasrat Se Sirr Mubarak Par Kapda Dhampa Rakte Ke Kapda Tel Bechne Walo Ke Kapdo Ke Barrabar Hojata..

☀12. Hazrat Faltan Bin Aasim Raz Farmatey He Ke Meine Rasul Ullah S.A.W Ko Dekha Aur Aap S.A.W Ke Sahaba Raz Ko Bhi Dekha Ke Woh Namaz Partey Waqat Apne Sarr Ke Upar Topi Rakhte Ya Phir Amama Ya Chadar..
(Muajjamul Kabeer Lit Tabrani Jild 9 Safa 157)

☀13. Jabir Bin Abdullah Raz Riwayat Karte He Ke Jab Fatah Makkah Hui To Mein Ne Dekha Rasul Ullah S.A.W Kaala Rang Ka Amama Pehne Huye The Aur Uske 2 Sirrhe Aap S.A.W Ke Mohndo Ke Darmiyah The..
( Sahih Muslim Abu Daud Sunan Tirmizi Ibn Majah Sunan Nasai )

☀14. Hazrat Hurais Raz Riwayat Kartd He Ke Nabi S.A.W Ne Kala Rang Ka Amama Pehna Hua Tha.
(Sahih Muslim 1/439, Musanaff Ibn Abi Shaiba 8/233, Shaamail Tirmizi Safa 8, Ibn Majah Safa 256)

☀15. Rasul Ullah S.A.W Farmate He- Amama Pehna Karo Kyuki Yeh Islam Ki Pehchan Hai Aur Musalman Aur Kafiro Ke Darmiyan Fark Karne Wali Cheez Hai..
(Khasail E Nabawi Safa 6 Hd.no- 8)

☀16) Hazrat Rokana Raz Se Riwayat He Ke Rasul Ullah S.A.W Farmate Ke Ke Hamare Aur Mushrikin Ke Darmiyaan Fark Karne Wali Cheez Topi Ke Upar Amama Hai..
(Sunan Abu Dawood Hd.no-4075,
Sunan Tirmizi Hd.no-3919)

☀17. Hazrat Abdullah Ibn Abbas Raz Se Riwayat He Ke Rasul Ullah S.A.W Sahaba Raz Se Gufta Gu Karte Waqat Kala Rang Ka Amama Pehne Huye The..
(Sahih Bukhari Jild 1 Safa 536)

🌳SAHABA RAZIALLAHU
TALLANHUMA KA QAUL YA
AMAL..🌳

☀1. Hasan Basri Rah
Farmate He Garmi Ki Wajah
Se, Sahaba R.z Sajda, Topi
Ya Imama Sahet Karte Aur
Unke Hath Kameez Ke
Asthin Ke Andar Hote..
(Sahih Bukhari Jild 1 Safa
56 Baab – Isbareme Ke Garmi Ke Mausam Me Topi Ya Pagdiyo Pe Sajda Karna)

☀2. Anas Bin Malik R.z
Hamesha Topi Pehna Karte
The..
(Sahih Bukhari Jild 2 Safa
863)

☀3. Hz. Ali Bin Abu Talib R.z
Ko Dekha Gaya Ke Vo
Safed Misri Topi Pehne
Huye The..
(Tabaaqat Ibn Saad Jild 3
Safa 187)

☀4. Zaid Bin Jubair Rah
Farmate He Ke Unhone
Abdullah Bin Zubair R.z Ko
Topi Pehne Huye Dekha..
Dusri Hadees Me..
Hishaaq Bin Urwa Rah
Farmate He Mein Ne Abu
Musa Ashari R.z Ko Baithul
Kanna(Toilet) se nikalte
huye dekha aur unhone topi
pehni hui thi..
(Musanaff Ibn Abi Shaiba
Jild 8 Safa 212,213,242)

☀5. Hazrat Abdullah Bin Omer
Razi Allahu anhu SAR par
MASAH farmate to TOPI Sar
se hata lete aur SAR ke AGLE
HISSE par MASAH farmate.
(Dar Qutni)

☀6. Hazrat Hasan Basari
rahmatullahi alaih farmate hai
ke Huzoor sallallahu alaihi
wasallam ke SAHABA RAZI
ALLAHU ANHUM NAMAZ me
SAJDA karte is haal me ke
Unke Hath kapdo me hote the
l8r unme so har ADMI apni
PAGDI par SAJDA karta tha.
(Mussanaf Ibn Abi Shaiba)

☀7. Hazrat Ali Raz Se Marvi He Ke Jo Namaz Parh Raha Ho Vo Sajda Peshani Pe Kare Aur Amama Hata Le
(Musanaff Ibn Abi Shaiba Jild 2 Safa 500)
* Yani Pagdi Ya Amame Pe Sajda Na na Kare Bulke Peshani Pe Kare..

☀8. Hazrat Ali Bin Hussain Raz , Hazrat Abdullah Bin Zubair Raz Aur Hazrat Abu Musa Ashari Raz Se Bhi Topi Ka Pehnna Sabit He
(Musannaf Ibn Abi Shaiba Jild 8 Safa 212..)

☀9. Hilal Bin Yasaf Rah Farmate Je Ke Jab Hum Wabisah Gaye Toh Sahabi E Rasool Ko Topi Pehne Huye Paya..
(Sunan Abu Dawood Hd.no- 948)

🌳AIMMA AUR MUHADISEEN
KE AQWAL🌳

☀1. Imam Shafi Rah Ke Mazhab Me Amama Ke Sath Namaz Parhna Mustahab He..
(Al Misri Safar Ke Muttaliq Safa 122)

☀2. Ibn Qudama Hambali Farmate He Ke Sawb, Silwar, Izhaar Aur Amama Ke Sath Namaaz Parhna Mustahab Hai..
(Al Mughni 1/404,405)

☀3) Imam Malik Rah Farmatey He Ke Amama Pehna Islam Ke Shuruwat Se Lekar Hamare Zamane Tak Chala Aaraha He Aur Ahle Ilm Mese Yahya Bin Sa’eed Rah, Rabi’a Aur Ibn Hurmuz Ko Kasrat Ke Sath Pehna Hua Dekha Aur Yeh Hazrat Rabi’a Rah Amama Ko Sote Waqat Utarte The Aur Unke 30 Shagird Bhi Aisa Karte Jisme Me(Imam Malik) bhi Shamil Hu, allah ki Kasam Amama Ke Pehnnese Aqal Badhti He..
(Al Jami Fi Al Sunan Lil Ibn Abi Zaid Safa 228, 1982 edition)

☀4) Shaik Abdul Qadeer Jilani Rah Farmatey He Acche Logo Ki Addat Thi Ke Woh Apne Sarr Dhamp Ke Rakhte The..
(Gunyatul Taalibeen Jild 1 Safa 14)

☀5) Allama Qastallani Rah
Farmate He Beshaq Bina
Kisi Shaqq Ya Shuba Ke
Nabi Ke Sahaba R.z Topi
Pehna Karte They Jinme
Abu Bakar, Abdullah Ibn
Abbas R.z Jaise Sahaba R.z
The Unke Alawa Tabain Bhi
The Jaise Ibn Abu Laila
Wagaira
(Sharh Bukhari lil Imam
Qastallani)

☀6) Imam Iraaqi Al Maliki
Rah Farmatey He Topi Nabi
S.a.w Ki Sunnat He..
(Akhlaak-E-Nabwi)

☀7) Fuqaha Rah Farmatey He
Ke yeh Makrooh mese He ke
Susti ya kotahi ke wajah se
namaz me topi na pehna
jaye..
(Al Fiqh Al Islami, Baab Ul
Makroohat E Salaah)

☀8) Hanafi Fuqaha Rah Ka
Farman He “Susti Ke Bina
Par Topi Na Pehnna
Makrooh Hai”
(Durre Mukhtar Jild 1 Safa
474, Raddul Mukhtar Jild 1
Safa 474)

☀9) Mulla Ali Qari Hanafi Rah Farmate He Ke Islam Ke Pehchan Topi Pehne Me Hai..
(Mirqaat Al Masabih Jild 8 Safa 246)

☀10) Ibn Jauzi Rah farmate He Ke Sirr Ko Langa Rakhna Acche, Sacche Logo Ki Pehchan Nahi He..
(Fatawa Rasheediya Jild 1 Safa 308)

🌳GHAIR_MUQALLIDEEN
KE BUZURG
RAHIMAHULLAH KE
FATWE..🌳

☀1. Maulana Sanaullah
Amritsari Rah Farmate He
Ke.. “Masnoon Namaz Ka
Tareeka Wahi Hai Jo Aap
S.a.w Se Bildawaam Sabit
Hua Hai Yani Badan Par
Kapde AUR SARR DAKHA
HUA HO PAGDI SE YA TOPI
SE..
(Fatawa Sanaiya Jild 1
Safa 525)

☀2. Maulana Abu Saeed
Sharfuddin Rahima Hullah
Likhte Hain Nange Sar
Namaz To Hojayege Magar
Sar Dhapna Accha
(Mustahab) Hai, Aap S.a.w
Namaz Me Aksar Imama Ya
Topi Pehne Rehte The.
(Fatawa Sanaiya Jild 1
Safa 523)

☀3. Ghair Muqallid Syed Muhammad Daud Ghaznavi Rah Apne Walid Imam Abdul Jabbar Ghazvi Ghair Muqallid Rah Ka Qaul Naqal Karte He Ke-” Agar Nange Sarr Namaz
Fashion Ki Wajah Se Padhi
Ho Toh Namaz Makrooh He,
Agar Khushi Ke Liye Hai
Toh Tashbi Nasara(Eshaiyo
Ke Jaisa Amal) Islaam Me
Siwaye Ihraam Ke Nange
Sar Rehna Khushu Ke Liye
Nahi, Agar Susti Ki Wajah
Se He Toh Munafiqeen Ke
Addat He Ghary Harr
Lihaaz Se Napasandida(Mak
rooh) Hai”..
(Fatawa Ulama-E-Ahle
Hadees Jild 4 Safa 291)

☀4. Sindh Ke Bade Mautabar Ahle Hadees Alim Syed Mohib Ullah Shah Rashidi Maujooda Haal Bayan Karte Huye Likhte He Ke” Aksar Aur Bestar Aukat Nabi E Kareem Salalallahu Alaihi Wassalam Aur Sahaba Razj Aahu Talla Ajmain Sarr Par Amama Ya Topiya Hoti Thi, Siwaye Hajj Aur Umrah Ke Maukepe Koi Aisi Sahi Hadees Nahi Milti Ke Jisme Yeh Maujood Ho Ke Nabi E Kareem S.A.W Nange Sarr Ghumtey Firte The Ya Kabhi Sarr Mubarak Par Amama Wagaira Tha Lekin Massjid Me Aakar Amama Wagaira Rakh Diya Aur Lange Sarr Namaz Parhna Shuru Kardi!! Mere Samne Istarah Ki Koi Riwayat Nahi Aayi..
(Al Iteesam Jild 45 Shumara No. 27, 22 December 1989)

☀5. Ghair Muqallid Ubaid Ullah Khan Aqeebi Rah Farmate He “Namaz Parte Waqt Topi Ya Pagdi Rakhni Chaiye, Insan Ko Lange Sirr Parhna Theek Nahi(Makrooh Hai)
(Fatawa Muhammadia Jild 1 Safa369- Tarteeb Dene Wale Mufti Mubbasir Rabbani Ghair Muqallid)

🌳SHAIKH NASEERUDDIN ALBANI RAHIMAHULLAH KA WAZE QAUL AUR LALKAR🌳

☀1) Ek jagah Shaikhul Albani Farmate He Ke- “LANGE SARR NAMAAZ PARNA MAKROOH HAI”
Nez Farmate he Jo Log Nange Sarr Namaaz Parte He Unke Pas Jo Dalil He Ke Hzrat Ibn Abbas Raz Ne Farmaya Ke Rasul Ullah S.A.W Baaz Aukat Apni Topi Nikal Kar Apne Samne Sutra Ke Liye Rakhte Yeh Hadees Zaef He..
(Al Qawl Al Mubeen Fi Akhta Al Musallin Safa 58, 2nd Edition Min Mashhur Hussain)

☀2) Aur Ek Jagah Albani Rah Farmatey He Ke- ” Sivaye Hajj Ke Kabhi Bhi Lange Sarr Namaz Parhna Sabit Nahi..
(Tamaam Ul Minnah Fi Ta’leeq Alaa Fiqh Us Sunnah Lil Allama Naseeruddin Albani Rah)

☀3) Aur Ek Jagah Chalenge Karte Huye Shaikhul Albani Rah Farmate He..
“SALAF KA MAMOOL THA KE VO LANGGE SARR NAMAZ NAHI PARTEY THE NA HE MASJID AUR RAASTE PAR LANGE SARR FIRTEY THE BULKEY YEH (LANGE SARR FIRNA) TO KAFIRO WALA HE, AUR RASUL ULLAH S.A.W SIRF HAJJ ME LANGE SARR NAMAZ PARTE AUR ISKE ALAWA HUME AJJ TAK SAHIH HADEES NAHI MILI LANGE SARR NAMAAZ PARHNEPE JISKO MIL JAYE HUMME BHI DIKHAYE AKHIR SACCH SACCH HOTA HE”
(AL Din Al Khalis 3/214,
Al Ajwiba Al Nafi’a An Masa’il al Waqi’a Safa 110)

HASIL
In Sab Dalail Wa Behas Ke
Baad Pata Yeh Chalta He
Ke Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat E Rasool Wa
Sahaba Hai Aur Namaz Me
Bila Kisi Ujar Ke Tark
Karna Napasndida Hai Yani
Makrooh Hai..

Share to others 

Ramzan ka mubarak mahina farmaneRasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam

Ramzan ka mubarak mahina farmane Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam

Sahi hadees aur farmane rasool

1. Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
jo shakhs kisi rozadar ko iftaar karaey
uus ke liye gunahon ke muaaf honey aur aag se khalaasi ka sabab hoga
aur rozadar ke sawaab ke maanind uus ko sawaab milega
Magar rozadar ke sawaab me se kuchh km nahi kiya jaega.
Sahaba (rd.) ne arz kiya :
Ham me har shakhs itnee wus'at nahi rakhta ke iftaar karaey
toa Aap Sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
Ye sawaab toa Allah T'aala eik khajoor se koee iftaar karaey
ya eik ghunt paani pila dey
ya eik ghunt dudh pila dey
uus ko bhi ataa kar deitey hai.

IBNEY KHUZAIMA -1780

Ramzan e Kareem aur sahi hadees nabi kareem sallallahu alaihi w sallam ne

Allah subhan tala ki raza ke liye roza rakhna 

Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
Jo shakhs Allah T'aala ki raza ke liye eik din ka rozah rakhega
Toa Allah T'aala uus ke aur jahannam ke darmiyaan eik aisee khandaq bana dega
Jis ki masaafat (distance) aasmaan w zameen ke darmiyaan ke baraabar hogi.

TIRMIZI-1624

Ramzan e Mubarak ka mahina aur bande ka is mahina sawab farmane rasool 

Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya:
Agar bandon ko malum ho jaey  ke Ramzan kya he ?
Toa meri Ummat tamanna karti
ke  kaash pura Saal Ramzan hi ho jaey.

IBNEY KHUZAIMA
-1886

Jab ramzan e kareem ka mahina qareeb aa jaye to farmane Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne


Hazrat Anas (rd.) farmatey hai

Jab maah e Ramzan qareeb aa gaya toa Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne

 Maghrib ke waqt mukhtsar bayaan farmaya uus me irshaad farmaya Ramzan tumharey saamney aa gaya he,

Aur tum iss ka istiqbaal karney waley ho
Gour se suno !

Ramzan ki pehli raat hi me ehley Qiblah (Musalmano) me se har eik ki maghfirat kar di jaati he.

HAYAATUS
SAHABA
JILD-3
SAFA-439/440

     Iftaar mein jaldi karna Hadees e rasool

Hadith: Sahal bin saad radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Meri Ummat ke Logon mein us waqt tak khair baqi rahegi jab tak wo iftaar mein jaldi karte rahenge.

 -  Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Jild 3, 1957)
 -  Eng Ref: (Sahih Bukhari Book 31, Number 178)

  👥  *Plz Share to others also* 👥

Agar hamari post aapko achi lagti hai to share zaror kare aur allah padhene amal karne ki taqfeeq ata farmaye aameen suma aameen

A bhi padhe  Roze se related post


Roza kin kin cheezon se makhrooh hota hai



Sarr dhamp kar namaz parhna kaisa bagiar topic aur gairmuqlid

Sarr dhamp kar namaz parhna kaisa bagiar topic aur gairmuqlid

Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat Hai


Sarr Dhamp Kar Namaz Parhneka Masla…

Jaisa Ap Sab Jante Hoge Ke Ghair Muqallideen Harr Ijmai Masle Ko Lekar Iktelaf Paida Karte He Usmese Ek Masla Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Bhi Shamil He…
Ahle Sunnat Wal Jammat Ke Nazdeek Sarr Dhamp(Topi,Amama Ya Rumal Se) Kar Namaz Parhna Sunnat Ya Mustahab Hai Yehi Nahi Bulke Hazrat Muhammad Salalallahu Alaihi Wassalam Bhi Namazo Me Sarr Kisi Na Kisi Cheez Se Dhanka Hua Rakhte Aur Yehi Amal Ko Dekh Sahaba Raz Aur Tabain Rah Bhi Namazo Pe Topi Ya Ammama Pehne Huye Hote
Magar Ajj Kal Ghair Muqallideen Ke Chand Hazrat Jese Zakir Naik,Adv. Faiz Ahmed Wagaira Ne Fitna Nikala He Ke Topi Ke Bagair Namaaz Hojati He Aur Na Honeki Ki Koi Hadees Sanad E Sahih Se Maujood Nahi Yeh Unlogo Ka Chalenge Hota He Jinko Kitab Aur Sunnat Ki Koi Samajh Nahi..

Lehaza Kuch Dalil Mulaiza Farmaye Wakai Haqq Wale Kaun He Aur Sunnat Pe Chalne Wale Kaun Hain Dekhte He..

**********************

# ALLAH TA’ALA KA FARMAN

Allah Ta’ala Farmate Hain- “Ya Bani Aadama Kuzu Zeenatakum Inda Kuli Masjid”
Tarjuma- Aye! Bani Adam, Jab Tum Namaz Padhne Lago Toh Khubsurat Libas Pehan Liya Karo..
(Sura No.7 Sura A’araaf Ayat no. 31)
* Inda Kuli Massjid Se Murad Inda Kuli Salatin Hai..

ISS AYAT KA MANA BAYAN KARTE HUYE SALAF KYA FARMATE HE DEKHTE HE..

1) Imam Ibn Quddama Hambali Rah Farmatey He- “Agar Koi Insan Ek Kapda Pahen Ke Namaz Parta He To Uske Liye Kafi He, Agar 2 Kapde Pahenke Namaz Qayam Karta He To Uske Liye Zada Behtar He, Aur Agar Koi 4 Kapde Pehan neko Iktiyar Karleta He Toh USKI NAMAZ KAMIL AUR MUKKAMAL HOJATI HAI..
AUR VO 4 KAPDE HE- KAMEEZ, TAIBAND,PAIJAMA AUR AMAMA YA TOPI..
(Al Mugni Lil Qudama Jild 2 Safa136)

2) Shaikhul Islam Muhammad Bin Zaid Al Kausari Rah Farmate He “Lafaz E Zeenat Me Sarr Dhampna Shamil Hai”
(Maqalaat E Kausari Jild 1 Safa 171)

3) Imam Ibn Tayymiyah Rah Ne Bhi Zeenat Se Muraad Satar Ke Alawa Ke Kapdo Ko Kaha He..
(Fatawa Kubra Lil Ibn Taymiyyah)

4) Miya Nazeer Hussain Dehlavi Jo Ahle Hadees Ke Shaikhul Kul Fil Kul He Iss Ayat Ke Tehad Farmate He- Yeh Ayat E Mubaraka Se Yeh Sabit Hota He Ke Topi Aur Amame Se Namaz Parhna Aula (Mustahab) Hai Aur Jo Susti Aur Kotahi Ke Wajah Se Langa Sarr Namaz Parhe Usski Namaz Makrooh He..
(Fatawa Nazeeriya Jild 1 Safa- 240)

Lehaza Salaf Wa Khalaf Ke Nazdeek Bhi Masnoon Tarika Sarr Dhamp Kar Namaz Parhneka He Jo Quran E Pak Ki Ayat Se Sabit Hui..

# RASOOLULLAH S.A.W KA
QAUL YA AMAL KYA THA?


1. Hz. Anas R.z Farmate He
Ke Nabi S.a.w Aksar Aukat
Apna Sarr Mubarak Ko
Kapde Se Dhaanp Kar
Rakhte The..
(Sha’mail Tirmizi Safa 17)
Note- Aap S.a.w Har Waqt
Sarr Dhanka Hua Rakhte
Magar Sawal Uthta He
Kaise Wo Kaunsi Cheez
He??
Iske Liye Niche Wale
Hadeese Mulaiza Ho…

2. Hz. Abdullah Bin Umar
R.z Farmate He Ke
Rasoolullah S.a.w Safed
Rang Ki Topi Pehna Karte
The..
(Majmua Az Zawaid Jild 5
Safa 121, Bab- Topi Ka
Pehnna,
Tabrani)

* Imam Haismi Rah Ne Hadees Ko Sahi Kaha..
* Imam Tabrani Rah Ne Hasan Kaha..
* Imam Suyuti Rah Ne Hadees Ko Ala Darjeh Ki Sahih Kaha Hai..
(Dekhiye Sirajul Muneer Lil Suyuti Jild 4 Safa 112)

3. Abu sheikh rah riwayat
karte he ke Abdullah Bin
Abbas R.z se Ke Nabi S.a.w
Ke Pass 3 Topi Huwa Karti
Thi
(Bazlool Majhood Jild 6
Safa 52)

4. Hz. Ayesha R.z Riwayat
Karti He Ke Nabi S.a.w Ek
Safed Rang Ki Topi Pehna
Karte The Jo Sapat hoti Aur
Aap s.a.w ke mubarak sarr
se chipki hui hoti thi.
(Faizul Qadeer lil ibn
Hummam Jild 5 Safa 246)

5. Hazrat ayesha r.z se
marvi he ke nabi s.a.w jab
safar me jate to topi vo
pehte jo unke kaan mubarak
ko dhank leti aur jab
gharme rehte to patli si topi
pehte the..
(Faizul Qadeer Jild 5 Safa
246, Imam Iraaqi Maliki Rah
Sanad Ko Sahi Kaha)


6. Hz. Rokana R.z Riwayat
Karte he ke Rasoolullah
s.a.w ne farmaya hamare
(musalmano) aur mushriko
ke darmiyan fark topi ke
upar immama pehnepe he..
(Sunan Abu Dawood,
hd.no-948, Sunan Tirmizi
Hd.no-3919)

7. Rasoolullah S.a.w Se
pucha gaya ke ehraam ke
kapdey kistarah ke hone
chaiye?
Toh aap s.a.w ne farmaya-
“tum kameez, pajama,
immama ya topi na pehnna”
(Sahih Bukhari jild 1 safa
248 hd.no 1838)
Note- Sahih Bukhari Ki
Hadis Se Pata Chalta He Ke
Aksar Sahaba R.z Kameez,
Pajama, Imama Ya Topi
Pehnte The Lihaza Aap
S.a.w Ne Ehraam Ki Halat
Me Yeh Sab Mana
Farmaya..

8. Hazrat Wael Bin Hujr Razi
Allahu anhu farmate hai ke
Mai agle Saal Huzoor
sallallahu alaihi wasallam ke
paas aya (to Maine dekha ke
Namaz me) Sahaba Razi
Allahu anhum ke (Jismo par)
Chadaren thi aur (SARON par)
Lambi TOPIYAN thi.
(Muajjamul Kabeer Lit Tabarani Jild 9 Safa 157, Sunan At Tahavi)

9. Hazrat Anas Bin Malik razi
Allahu Anhu farmate hai ke
Maine Rasoolullah Sallallahu
Alaihi wasallam ko Wuzu karte
hue Dekha. Ap sallallahu Alaihi
wasallam ke SAR MUBARAK
par QATRI PAGDI thi,
Ap ne Pagdi ke NEECHE se
hath Daal kar Sar ke Agle
Hisse par MASAH farmaya aur
Pagdi ko khola nahi.
(Abu Dawood)

10. Hazrat Abdullah Bin Omer
Razi Allahu anhuma farmate
hai ke Nabi Kareem sallallahu
alaihi wasallam jab bhi
AMAMA bandhte the to Apne
AMAMA ko apne Kandho ke
Maa bain(darmyan) latkate
the.
Hazrat Nafe’ farmate hai ke
Hazrat Ibne Omer Razi Allahu
anhu bhi Yunhi karte the aur
hazrat Abdullah kehte hai
maine Hazrat Qasim Bin
Muhammad(rahmatullahi alaih)
aur Salim rahmatullahi alaih
ko bhi Yunhi karte dekha hai.
(Shamail Tirmizi)

)

11. Anas Bin Malik Raz Se Riwayat He ke Rasul Ullah S.A.W Ko Dekha Apne Sarr Mubarak Pe Tel Bohot Zada Istemal Kiya Karte The Isliye Aap S.A.W Ke Sarr Mubarak Pe Jo Kapda Hua Karta Tha Vo Kapda Tel Lagne Ke Wajah Se Aise Hojata Tha Jaise Tel Bechne Wale Ya Tel Nikalne Wale Ka Kapda Hota Hai..
(Shaamail Tirmizi Safa 4)
* Yani Rasul Ullah Saw Itne Kasrat Se Sirr Mubarak Par Kapda Dhampa Rakte Ke Kapda Tel Bechne Walo Ke Kapdo Ke Barrabar Hojata..

12. Hazrat Faltan Bin Aasim Raz Farmatey He Ke Meine Rasul Ullah S.A.W Ko Dekha Aur Aap S.A.W Ke Sahaba Raz Ko Bhi Dekha Ke Woh Namaz Partey Waqat Apne Sarr Ke Upar Topi Rakhte Ya Phir Amama Ya Chadar..
(Muajjamul Kabeer Lit Tabrani Jild 9 Safa 157)

13. Jabir Bin Abdullah Raz Riwayat Karte He Ke Jab Fatah Makkah Hui To Mein Ne Dekha Rasul Ullah S.A.W Kaala Rang Ka Amama Pehne Huye The Aur Uske 2 Sirrhe Aap S.A.W Ke Mohndo Ke Darmiyah The..
( Sahih Muslim Abu Daud Sunan Tirmizi Ibn Majah Sunan Nasai )

14. Hazrat Hurais Raz Riwayat Kartd He Ke Nabi S.A.W Ne Kala Rang Ka Amama Pehna Hua Tha.
(Sahih Muslim 1/439, Musanaff Ibn Abi Shaiba 8/233, Shaamail Tirmizi Safa 8, Ibn Majah Safa 256)

15. Rasul Ullah S.A.W Farmate He- Amama Pehna Karo Kyuki Yeh Islam Ki Pehchan Hai Aur Musalman Aur Kafiro Ke Darmiyan Fark Karne Wali Cheez Hai..
(Khasail E Nabawi Safa 6 Hd.no- 8)

16) Hazrat Rokana Raz Se Riwayat He Ke Rasul Ullah S.A.W Farmate Ke Ke Hamare Aur Mushrikin Ke Darmiyaan Fark Karne Wali Cheez Topi Ke Upar Amama Hai..
(Sunan Abu Dawood Hd.no-4075,
Sunan Tirmizi Hd.no-3919)

17. Hazrat Abdullah Ibn Abbas Raz Se Riwayat He Ke Rasul Ullah S.A.W Sahaba Raz Se Gufta Gu Karte Waqat Kala Rang Ka Amama Pehne Huye The..
(Sahih Bukhari Jild 1 Safa 536)

# SAHABA RAZIALLAHU
TALLANHUMA KA QAUL YA
AMAL..

1. Hasan Basri Rah
Farmate He Garmi Ki Wajah
Se, Sahaba R.z Sajda, Topi
Ya Imama Sahet Karte Aur
Unke Hath Kameez Ke
Asthin Ke Andar Hote..
(Sahih Bukhari Jild 1 Safa
56 Baab – Isbareme Ke Garmi Ke Mausam Me Topi Ya Pagdiyo Pe Sajda Karna)

2. Anas Bin Malik R.z
Hamesha Topi Pehna Karte
The..
(Sahih Bukhari Jild 2 Safa
863)

3. Hz. Ali Bin Abu Talib R.z
Ko Dekha Gaya Ke Vo
Safed Misri Topi Pehne
Huye The..
(Tabaaqat Ibn Saad Jild 3
Safa 187)


4. Zaid Bin Jubair Rah
Farmate He Ke Unhone
Abdullah Bin Zubair R.z Ko
Topi Pehne Huye Dekha..
Dusri Hadees Me..
Hishaaq Bin Urwa Rah
Farmate He Mein Ne Abu
Musa Ashari R.z Ko Baithul
Kanna(Toilet) se nikalte
huye dekha aur unhone topi
pehni hui thi..
(Musanaff Ibn Abi Shaiba
Jild 8 Safa 212,213,242)

5. Hazrat Abdullah Bin Omer
Razi Allahu anhu SAR par
MASAH farmate to TOPI Sar
se hata lete aur SAR ke AGLE
HISSE par MASAH farmate.
(Dar Qutni)

6. Hazrat Hasan Basari
rahmatullahi alaih farmate hai
ke Huzoor sallallahu alaihi
wasallam ke SAHABA RAZI
ALLAHU ANHUM NAMAZ me
SAJDA karte is haal me ke
Unke Hath kapdo me hote the
l8r unme so har ADMI apni
PAGDI par SAJDA karta tha.
(Mussanaf Ibn Abi Shaiba)

7. Hazrat Ali Raz Se Marvi He Ke Jo Namaz Parh Raha Ho Vo Sajda Peshani Pe Kare Aur Amama Hata Le
(Musanaff Ibn Abi Shaiba Jild 2 Safa 500)
* Yani Pagdi Ya Amame Pe Sajda Na na Kare Bulke Peshani Pe Kare..

8. Hazrat Ali Bin Hussain Raz , Hazrat Abdullah Bin Zubair Raz Aur Hazrat Abu Musa Ashari Raz Se Bhi Topi Ka Pehnna Sabit He
(Musannaf Ibn Abi Shaiba Jild 8 Safa 212..)

9. Hilal Bin Yasaf Rah Farmate Je Ke Jab Hum Wabisah Gaye Toh Sahabi E Rasool Ko Topi Pehne Huye Paya..
(Sunan Abu Dawood Hd.no- 948)

# AIMMA AUR MUHADISEEN
KE AQWAL

1. Imam Shafi Rah Ke Mazhab Me Amama Ke Sath Namaz Parhna Mustahab He..
(Al Misri Safar Ke Muttaliq Safa 122)

2. Ibn Qudama Hambali Farmate He Ke Sawb, Silwar, Izhaar Aur Amama Ke Sath Namaaz Parhna Mustahab Hai..
(Al Mughni 1/404,405)

3) Imam Malik Rah Farmatey He Ke Amama Pehna Islam Ke Shuruwat Se Lekar Hamare Zamane Tak Chala Aaraha He Aur Ahle Ilm Mese Yahya Bin Sa’eed Rah, Rabi’a Aur Ibn Hurmuz Ko Kasrat Ke Sath Pehna Hua Dekha Aur Yeh Hazrat Rabi’a Rah Amama Ko Sote Waqat Utarte The Aur Unke 30 Shagird Bhi Aisa Karte Jisme Me(Imam Malik) bhi Shamil Hu, allah ki Kasam Amama Ke Pehnnese Aqal Badhti He..
(Al Jami Fi Al Sunan Lil Ibn Abi Zaid Safa 228, 1982 edition)

4) Shaik Abdul Qadeer Jilani Rah Farmatey He Acche Logo Ki Addat Thi Ke Woh Apne Sarr Dhamp Ke Rakhte The..
(Gunyatul Taalibeen Jild 1 Safa 14)


5) Allama Qastallani Rah
Farmate He Beshaq Bina
Kisi Shaqq Ya Shuba Ke
Nabi Ke Sahaba R.z Topi
Pehna Karte They Jinme
Abu Bakar, Abdullah Ibn
Abbas R.z Jaise Sahaba R.z
The Unke Alawa Tabain Bhi
The Jaise Ibn Abu Laila
Wagaira
(Sharh Bukhari lil Imam
Qastallani)

6) Imam Iraaqi Al Maliki
Rah Farmatey He Topi Nabi
S.a.w Ki Sunnat He..
(Akhlaak-E-Nabwi)

7) Fuqaha Rah Farmatey He
Ke yeh Makrooh mese He ke
Susti ya kotahi ke wajah se
namaz me topi na pehna
jaye..
(Al Fiqh Al Islami, Baab Ul
Makroohat E Salaah)

8) Hanafi Fuqaha Rah Ka
Farman He “Susti Ke Bina
Par Topi Na Pehnna
Makrooh Hai”
(Durre Mukhtar Jild 1 Safa
474, Raddul Mukhtar Jild 1
Safa 474)

9) Mulla Ali Qari Hanafi Rah Farmate He Ke Islam Ke Pehchan Topi Pehne Me Hai..
(Mirqaat Al Masabih Jild 8 Safa 246)

10) Ibn Jauzi Rah farmate He Ke Sirr Ko Langa Rakhna Acche, Sacche Logo Ki Pehchan Nahi He..
(Fatawa Rasheediya Jild 1 Safa 308)

# GHAIR_MUQALLIDEEN
KE BUZURG
RAHIMAHULLAH KE
FATWE..

1. Maulana Sanaullah
Amritsari Rah Farmate He
Ke.. “Masnoon Namaz Ka
Tareeka Wahi Hai Jo Aap
S.a.w Se Bildawaam Sabit
Hua Hai Yani Badan Par
Kapde AUR SARR DAKHA
HUA HO PAGDI SE YA TOPI
SE..
(Fatawa Sanaiya Jild 1
Safa 525)


2. Maulana Abu Saeed
Sharfuddin Rahima Hullah
Likhte Hain Nange Sar
Namaz To Hojayege Magar
Sar Dhapna Accha
(Mustahab) Hai, Aap S.a.w
Namaz Me Aksar Imama Ya
Topi Pehne Rehte The.
(Fatawa Sanaiya Jild 1
Safa 523)

3. Ghair Muqallid Syed Muhammad Daud Ghaznavi Rah Apne Walid Imam Abdul Jabbar Ghazvi Ghair Muqallid Rah Ka Qaul Naqal Karte He Ke-” Agar Nange Sarr Namaz
Fashion Ki Wajah Se Padhi
Ho Toh Namaz Makrooh He,
Agar Khushi Ke Liye Hai
Toh Tashbi Nasara(Eshaiyo
Ke Jaisa Amal) Islaam Me
Siwaye Ihraam Ke Nange
Sar Rehna Khushu Ke Liye
Nahi, Agar Susti Ki Wajah
Se He Toh Munafiqeen Ke
Addat He Ghary Harr
Lihaaz Se Napasandida(Mak
rooh) Hai”..
(Fatawa Ulama-E-Ahle
Hadees Jild 4 Safa 291)

4. Sindh Ke Bade Mautabar Ahle Hadees Alim Syed Mohib Ullah Shah Rashidi Maujooda Haal Bayan Karte Huye Likhte He Ke” Aksar Aur Bestar Aukat Nabi E Kareem Salalallahu Alaihi Wassalam Aur Sahaba Razj Aahu Talla Ajmain Sarr Par Amama Ya Topiya Hoti Thi, Siwaye Hajj Aur Umrah Ke Maukepe Koi Aisi Sahi Hadees Nahi Milti Ke Jisme Yeh Maujood Ho Ke Nabi E Kareem S.A.W Nange Sarr Ghumtey Firte The Ya Kabhi Sarr Mubarak Par Amama Wagaira Tha Lekin Massjid Me Aakar Amama Wagaira Rakh Diya Aur Lange Sarr Namaz Parhna Shuru Kardi!! Mere Samne Istarah Ki Koi Riwayat Nahi Aayi..
(Al Iteesam Jild 45 Shumara No. 27, 22 December 1989)

5. Ghair Muqallid Ubaid Ullah Khan Aqeebi Rah Farmate He “Namaz Parte Waqt Topi Ya Pagdi Rakhni Chaiye, Insan Ko Lange Sirr Parhna Theek Nahi(Makrooh Hai)
(Fatawa Muhammadia Jild 1 Safa369- Tarteeb Dene Wale Mufti Mubbasir Rabbani Ghair Muqallid)

SHAIKH NASEERUDDIN ALBANI RAHIMAHULLAH KA WAZE QAUL AUR LALKAR

1) Ek jagah Shaikhul Albani Farmate He Ke- “LANGE SARR NAMAAZ PARNA MAKROOH HAI”
Nez Farmate he Jo Log Nange Sarr Namaaz Parte He Unke Pas Jo Dalil He Ke Hzrat Ibn Abbas Raz Ne Farmaya Ke Rasul Ullah S.A.W Baaz Aukat Apni Topi Nikal Kar Apne Samne Sutra Ke Liye Rakhte Yeh Hadees Zaef He..
(Al Qawl Al Mubeen Fi Akhta Al Musallin Safa 58, 2nd Edition Min Mashhur Hussain)

2) Aur Ek Jagah Albani Rah Farmatey He Ke- ” Sivaye Hajj Ke Kabhi Bhi Lange Sarr Namaz Parhna Sabit Nahi..
(Tamaam Ul Minnah Fi Ta’leeq Alaa Fiqh Us Sunnah Lil Allama Naseeruddin Albani Rah)

3) Aur Ek Jagah Chalenge Karte Huye Shaikhul Albani Rah Farmate He..
“SALAF KA MAMOOL THA KE VO LANGGE SARR NAMAZ NAHI PARTEY THE NA HE MASJID AUR RAASTE PAR LANGE SARR FIRTEY THE BULKEY YEH (LANGE SARR FIRNA) TO KAFIRO WALA HE, AUR RASUL ULLAH S.A.W SIRF HAJJ ME LANGE SARR NAMAZ PARTE AUR ISKE ALAWA HUME AJJ TAK SAHIH HADEES NAHI MILI LANGE SARR NAMAAZ PARHNEPE JISKO MIL JAYE HUMME BHI DIKHAYE AKHIR SACCH SACCH HOTA HE”
(AL Din Al Khalis 3/214,
Al Ajwiba Al Nafi’a An Masa’il al Waqi’a Safa 110)

HASIL
In Sab Dalail Wa Behas Ke
Baad Pata Yeh Chalta He
Ke Sarr Dhamp Kar Namaz Parhna Sunnat E Rasool Wa
Sahaba Hai Aur Namaz Me
Bila Kisi Ujar Ke Tark
Karna Napasndida Hai Yani
Makrooh Hai..
Jismain a 4 khaslatain  aadatein ho wo munafiq hoga hadees rasoollallah

Jismain a 4 khaslatain aadatein ho wo munafiq hoga hadees rasoollallah

 Jismein 4 khaslatein

Hadith: Abdullah bin 'Amr Radiallahu anhuma se rivayat hai ki Rasoollallah SallallahuAlaihi Wasallam ne farmaya jismein 4 khaslatein (aadatein) ho wo munafiq hoga aur ismein se ek aadat bhi ho to usmein nifaq hoga jab tak ki wo ye chodh na de.

(1) Jab baat karey to jhoot bole,
(2) Jab wada karey to pura na kare,
(3) Jab mua’ahida (ahad) kare to be wafaii kare,
(4) Aur jab ladaii kare to bad-zubani par utaraaye.

 - 📔 Urdu Ref: (Sahih Bukhari, Vol 3, 2459)
 - 📔 Eng Ref: (Sahih Bukhari Vol 3, Book 43, Hadith 639)

Kisi ke chhupey huey aibon ke pichhey na pada karo hadith Sharif

Kisi ke chhupey huey aibon ke pichhey na pada karo hadith Sharif

Kisi ke chhupey huey aibon ke pichhey na pada karo

Hadith: Rasulullah sallallahu alaihi w sallam ne irshaad farmaya: Kisi ke chhupey huey aibon ke pichhey na pada karo, kyun ki jo aisa karega, Allah T'aala ka muaamla bhi us ke sath waisa hi hoga, jis ke sath Allah T'aala ki taraf se ye muaamla hoga toa Allah us ko us ke ghar me zaleel kar dega.

 -Urdu Ref: (Tirmizi, 2032)
 - Eng Ref: (Tirmizi, Vol. 4, Book 1, Hadith 2032)
●════════════════════●
   👥  Plz Share to others also 👥
●════════════════════●
                         ❁ ❁ ❁
Big mistake badi galati la howal  wala quwwata illa billah hil aliyyil azeem ko pura na padene ki

Big mistake badi galati la howal wala quwwata illa billah hil aliyyil azeem ko pura na padene ki

(BIG MISTAKE)

Aaj Kal Log Buri Baat Sun Kar Ya Dekh Kar Sirf Itna Keh Dete Hain;

"La Hoal Walaa Quwwat"
لاحول ولا قوة
Tarjuma:

(Koi Quwwat Nahi Bachane Wali)

Na'aouzubillah

Sirf itna parrhna KUFFUR Hai,

Isko Poora Parrhen:

"La Hoala Walaa Quwwata Illa BILLAH Hil Aliyyill Azeem"
لاحول ولا قوة الا بالله العلى العظيم
(Koi Quwwat Nahi Bachane Wali Siwa'aye ALLAH K Jo Azeem-Tar Hai)
 ‬