TARK E RAFE-YADAIN KI SAHEEH HADEES SAHEEH BUKHARI SE
Hadees se Pehle Muhaddiseen ka Usool Mulaheza Farmaaye :
Muhaddiseen ka Usool Hai :
BAYAAN KE WAQT KHAMOSHI BHI BAYAAN HAI.
Muhammed Bin Amr Bin Ataa Rh. Sahaba Ikraam Rdh. Ki Majlis Me Baithe Huve The , Farmaate Hai : Humne Nabi E Karim Sallallahu Alaihi Wasallam Ki Namaz Ka Zikr Kiya ( Ke Huzur Sallallahu Alaihi Wasallam Kaise Namaz Padhte The ? ) Toh Hazrat Abu Humaid As-Saadi Rdh. Ne Farmaya :
Mai Tum Me Se Huzur SAW Ki Namaz Padhne Ke Tariqe Ko Zyaada Yaad Hai Phir Rasool SAW Ki Namaz Padhne Ke Tariqe Ko Bayaan Kiya Ke Maine Rasoolullah SAW Ko Dekha Jab Takbeer E Tahirima Kahi Toh Apne Haato Ko Kandho Ke Baraabar Utaaya Aur Jab Ruku Karte ( Toh Rafeyadain Na Karte Balke ) Apne Haato Se Apne Gatto Ko Mazbooti Se Pakadliyaa Apni Peet Ko Jhukaaya Jab Ruku Se Sar Utaate (Toh Rafe-Yadain Na Karte ) Seedhe Khade Hogaye Hatta Ke Har Haddi Apni Jagah Laut Aayi Aur Sajda Kiya Toh Apne Haato Ko Apne Haal Par Rakha Na Phailaaya Aur Na Milaaya.
(Saheeh Bukhari : Jild 1 Safa 114 , Saheeh Ibn Khuzaima : Jild 1 Safa : 324 , Saheeh Ibn Hibban : Jild 3 : Safa 172 )
Scan Page : Saheeh Bukhari se Hadees 1
Scan Page : Saheeh Bukhari se Hadees 2 (Saheeh Bukhari : Jild 1 Safa 114 )
Scan Page : Saheeh Bukhari se Hadees 3 (Saheeh Bukhari : Jild 1 Safa 114 )
Note : Saheeh Bukhari se Hadees no 2 & 3 Ka ( aur Saheeh bn Khuzaima se 2 Hadeese Ka aur Saheeh Ibn Hibban ki Hadees ka ) Wahi Tarjumah Jo Saheeh Bukhari se Hadees no 1 ka hai. (Bas Sanad aur Matan me Halka sa Farq hai Jaisa ke Imam Bukhari Rh. ne Khud Farmaaya hai )
Scan Page : Saheeh Ibn Khuaima se Hadees No 1 ( Jild 1 Safa : 324 )
Scan Page : Saheeh Ibn Khuaima se Hadees No 2 ( Jild 1 Safa : 327 )
Scan Page : Saheeh Ibn Hibban ( Jild 3 Safa : 172 )
Barhaal Is Hadees Me Hazrat Abu Humaid As-Saadi Rdh. Ne Namaz Ka Zikr Farmaaya Hai Lekin Takbeer E Tehrima Ke Alaawa Kahi Aur Rafe-Yadain Karne Ka Zikr Nahi Kiya Hatta Ke Puri Namaz Ka Tariqa Bayaan Kardiya.
Ab Dekhna Yeh Hai Ke Ghair Muqallideen ( Jo Kehte Hai Ke Hum Har Sahi Hadees Pe amal Karte Hai ) Kya Is Hadees Pe Karte Hai ???